Wednesday, 31 August 2017

Thursday, January 25, 2018

WhatsApp busniess kiya hai is par account kaise bnaye

Nmste dosto aj is blog pr ye meri peheli post hai or aj is peheli post me mai apko btaunga ki WhatsApp busniess app kiya hai or is pr account kaise bnaye to chaliye  shuru krte hai.








WhatsApp busniess app kiya hai




WhatsApp busniess app un logo ke liye hai  jinka  kuch busniess hai Jo online ya offline busniess kr rhe hai ye app un logo k liye hai agr ap koi bhi kisi bhi prkar ma busniess nhi krte ho to ye  app apke liye nhi hai lekin agr ap ane wale time me busniess krna chahate hai to bhi ap is post ko padh skte hai ye age apke liye mdadgar Sabit ho skti hai.

WhatsApp busniess app me ap apne busniess ko promote kr skte hai.  Isme WhatsApp se alg kuch bhi nhi hai sirf isme ye hai ki ap apne busniess ko promote kr skte hai ap apne busniess address ko add kr skte hai.  Website add kr skte hai. Or bhi kuch nayi chIje add kr skte hai. 



WhatsApp busniess app pr account kaise bnaye





Sabse pehele ap is app ko play store se download kar le ye app sirf 22mb ki hai iska link Maine niche bhi diya ha ap ise yahin se bhi download kar skte hai. 

Download karne k bad ise open kre or isme account bnaye. Isme account bilkul WhatsApp ki tarha hi banta bilkul jaisa account WhatsApp me bnate hai baisa hi WhatsApp busniess me banta hai lekin fir bhi ham apko short me bta dete hai
Sabse pehele app open kro uske bad apko agree and continue pr click kro or apna phone number dalo apke mobile number pr otp ayega use apne dal dena hai.  Or agle step me apko apna nam dalna hai ab apka WhatsApp busniess account ban cuka hai..  Ab ap sabhi purane WhatsApp group me add ho jaoge ab ap chahe to apne purane WhatsApp ko uninstall kr skte hai..  To ab apka WhatsApp busniess pr account ban chuka hai ap apko apna busniess account banana ha. To niche Maine apko uske bare me btaya hai...




WhatsApp busniess account kaise bnaye





To sabse pehele apko teen lines  pr click krna hai unhi teen lines pr jin pr click kr ke ap group  bnate ho..  Teen lines pr click krna ke bad ab apko setting pr jana hai... To setting niche di gai photo ki tarha hogi... 
To sabse pehele apko profile ka option dikh raha hoga us pr click kre or agla page is tarha hoga niche di gai photo       ki tarha.... 


To sabse pehele apko apna busniess address dalna hai or
Use Google maps ke thrue add kr Lena hai.. 
Fir apko apni cetogery choose kr leni isme bahut Dari cetogery hogi ap apne busniess ke anusae choose kre.. 
Ab apko apne busniess ki distribution dalni hai... Apne busniess ke anusar.. 
Ab apko  apna time set karna hai ki ap kitne time tak busniess chlate ho ap kon se din kitne time tak busniess on rkhte ho sab set kr dena .. Agle box me apko apna email address dalna hai. Jo apka busniess email ho ap wahi sale.. Or last box me apko apni website dalni hai. Iski jagha ap apna Facebook page link ya koi or link bhi dal skte ho... 
To ab apko WhatsApp busniess account ban chuka hai.. Or ab ham bat karte hai..  Massage ke bare me
To isme ap teen tarha se massage kar skte ho... 
1.away massage  :- iski madad se ap automatically massage bhej skte ho. Iska use ap offline bhi kar skate hai.. Sirf apko isme koi massage add karma hota hai or jab apko koi busniess se related massage karta hai to ye automatically massage kar deta ha.. 
2.greeting massage :- yr massage naye logo ko automatically ho jata hai sath hi ye un logo ko bhi hota jinse apne 14 din pehele bat ki thi.. Mtlb ke agr bo agr apko 14 din bad massage karta hai to massage automatically ho Jayega lekin ye sirf online kam krta. Hai.. 
3. Quick reply :- isse ap apne massage ke shortcut bna skte ho jisse ap apne shortcut type kr ke turant reply kr skate.. Ho.. 

To dosto kaisi lagi ye post jrur btaye or post ko share karna na bhule or agr kuch smjh na aya ho to comment jrur kare


Happy independence day massage

Trending Posts

Categories

Popular